Añadido: Jul 7, 2008
De: Zaarahgyan
Duración: 3:23
Lyrics: --MALE-- bolo to bolo na bolo zara hota hai kya pyaar bolo bolo to bolo na bolo zara kyun ho beqraar bolo kabhi kabhi baithe baithie kyun kissi ki yaad aa jaati hai ho raha hai abh mujhko jaise kuch zara sa tumko bhi waisa ho raha hai kya --FEMALE-- nahin nahin kabhi nahin aisa waisa kuch nahin hone dena dekho dekho dil nahin khone dena chodo chodo jaane bhi do iss baat ko --MALE-- aise na tum bolo bolo to bolo na bolo zara hota hai kya pyaar bolo bolo to bolo na bolo zara kyun ho beqraar bolo bas mein na ho jo apne wohi jawaani hai yah phir wohh tere mere dil ki kahani hai lagta hai koyee apna yuhn hi kissi ko sab se badi to iski yehi nishaani hai dil mera yuhn abh chahe jisko pyar sa yuhn mujhse bhi usko ho raha hai kya --FEMALE-- nahin nahin kabhi nahin aisa waisa kuch nahin hone dena dkheo dekho dil nahin khone dena chodo chodo jaane bhi do iss baat ko --MALE-- aise na tum bolo bolo to bolo na bolo zara hota hai kya pyaar bolo bolo to bolo na bolo zara kyun ho beqraar bolo iss raaste par ab to chalet hi jaana hai chaahe yeh duniya keh de mujhko deewana hai tumse shuroo hui hai tumpe hi abh khatam meri kahaani mera har ek fasaana hai lag raha hai abh mujhko aisa kuch tumhe bhi thoda sa waise lag raha hai kya --FEMALE-- nahin nahin kabhi nahin aisa waisa kuch nahin hone dena dkheo dekho dil nahin khone dena chodo chodo jaane bhi do iss baat ko --MALE-- aise na tum bolo bolo to --FEMALE-- chodo na --MALE-- bolo zara hota hai kya pyaar bolo bolo to bolo na bolo zara kyun ho beqraar bolo kabhi kabhi baithe baithe kyun kissi ki yaad aa jaati hai ho raha abh mujhko jaise kuch zara sa tumko bhi waisa ho raha hai kya bolo to bolo ba bolo zara --FEMALE-- Nahin nahin kabhi nahin Aisa waisa kuch nahin hona dena Dekho dekho dil nahin khone dena
Categoría: Music
Tags: aishwarya bollywood ghoshal hindi nigam rai shabd shreya sonu
Rating: 5.00 (2 ratings) Visto: 1503' favoriteCount='4 Comentarios: 1




VickyNAlina Says:
Jul 18, 2008 - Great song!!!